Pyar Karna Bhi Aaya Nahi (feat. Sunidhi Chauhan)
EU

Pyar Karna Bhi Aaya Nahi (feat. Sunidhi Chauhan) 가사

장르Pop
길이4:29
원문 언어EU
조회수550
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

EU
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Tumne dil mein kisi ko basaaya nahi Tumne dil mein kisi ko basaaya nahi Isliye pyaar karna bhi aaya nahi Tumne dil mein kisi ko basaaya nahi Isliye pyaar karna bhi aaya nahi Rog dil ko kabhi yeh lagaaya nahi Rog dil ko kabhi yeh lagaaya nahi Isliye pyaar karna bhi aaya nahi Chaahaton ka safar karke dekho zara Tum kisi par kabhi mar ke dekho zara Chaahaton ka safar karke dekho zara Tum kisi par kabhi mar ke dekho zara Gar mohabbat mein youn jaan deni pade Is mohabbat se phir dil yeh tauba kare Pyaar karna kisi ne sikhaaya nahi Isliye pyaar karna bhi aaya nahi Rog dil ko kabhi yeh lagaaya nahi Isliye pyaar karna bhi aaya nahi Dil na maane agar to bata kya karein Apne dil ka magar hum kaise sauda karein Dil na maane agar to bata kya karein Apne dil ka magar hum kaise sauda karein Youn sataate ho tum muskuraate ho tum Istarah dil ko mere haan jalaate ho tum Faisla dil ne ab tak sunaaya nahi Isliye pyaar karna bhi aaya nahi Tumne dil mein kisi ko basaaya nahi Tumne dil mein kisi ko basaaya nahi Isliye pyaar karna bhi aaya nahi Tumne dil mein kisi ko basaaya nahi Isliye pyaar karna bhi aaya nahi Rog dil ko kabhi yeh lagaaya nahi Isliye pyaar karna bhi aaya nahi

Shaan의 다른 곡

Shaan →

관련 가사