Apni Aag Ko Zinda Rakhna
YO

Текст песни Apni Aag Ko Zinda Rakhna

ЖанрWorld Music
Длительность7:20
Язык оригиналаYO
Просмотры63
AaНастройки чтения
Размер текста 18

Оригинальный текст

YO
Перевод пока недоступен. Показан оригинальный текст.
Apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai Patthar beech aaeeena rakhna kitna mushkil hai Kitna aasaan hai tasveer banaana auron kee Khud ko pase-aaeenaa rakhna kitna mushkil hai Tumne mandir dekhe honge ye mera aangan hai Ek diya bhee jalta rakhna kitna mushkil hai Chullu mein ho dard ka dariya dhyaan mein uske honth Yun bhee khud ko pyaasa rakhna kitna mushkil hai

Ещё от Jagjit Singh

Jagjit Singh →

Похожие тексты