Dard ke phool bhi khilte hain
EU

Текст песни Dard ke phool bhi khilte hain

ЖанрWorld Music
Длительность5:41
Язык оригиналаEU
Просмотры359
AaНастройки чтения
Размер текста 18

Оригинальный текст

EU
Перевод пока недоступен. Показан оригинальный текст.
dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain -2 zaKhm kaise bhi hoN kuchh roz mein bhar jaate hain dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain us dariche mein bhi ab koi nahin aur ham bhi -2 sar jhukaaye huey chupchaap guzar jaate hain raastaa roke khaDi hai yahi uljhan kabse -2 koi poochhe to kahen kyaa ki kidhar jaate hain zaKhm kaise bhi hoN kuchh roz mein bhar jaate hain dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain naram aavaaz, bhali baaten muhazzab lahje -2 pahli baarish mein hi ye rang utar jaate hain -2 dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain zaKhm kaise bhi hoN kuchh roz mein bhar jaate hain dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain

Ещё от Jagjit Singh

Jagjit Singh →

Похожие тексты