Raat Ankhon Main Dhali
Французский

Текст песни Raat Ankhon Main Dhali

ЖанрWorld Music
Длительность4:21
Язык оригиналаФранцузский
Просмотры330
AaНастройки чтения
Размер текста 18

Оригинальный текст

FR
Перевод пока недоступен. Показан оригинальный текст.
raat aankhon main dhali palkon pe jugnu aaye raat aankhon main dhali palkon pe jugnu aaye hum hawao ki tarah jaake use chu aaye raat aankhon main dhali palkon pe jugnu aaye bas gayi hain mere ehsaas main yeh kaisi mehak bas gayi hain mere ehsaas main yeh kaisi mehak koi khusbu main lagau teri khusbu aaye hum hawao ki tarah jaake use chu aaye raat aankhon main dhali palkon pe jugnu aaye usne chukar mujhe pathhar se phir insaan kiya usne chukar mujhe pathhar se phir insaan kiya muddato baad mere aankh main aansu aaye raat aankhon main dhali palkon pe jugnu aaye maine din raat khuda se yeh dua maangi thi maine din raat khuda se yeh dua maangi thi koi aahat na ho dar par mere jab tu aayi koi aahat na ho dar par mere jab tu aayi hum hawao ki tarah jaake use chu aaye raat aankhon main dhali palkon pe jugnu aaye

Ещё от Jagjit Singh

Jagjit Singh →

Похожие тексты