Aayat
印地语

Aayat 歌词

流派Pop
时长4:14
原文语言印地语
浏览量1.8K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Tujhe yaad kar liya hai Tujhe yaad kar liya hai Aayat ki tarah Kaayam tu ho gayi hai Kaayam tu ho gayi hai Rivaayat ki tarah Tujhe yaad kar liya hai Marne talak rahegi Marne talak rahegi Tu aadat ki tarah Tujhe yaad kar liya hai Oh tujhe yaad kar liya hai Aayat ki tarah Ye teri aur meri mohabbat hayat hai Har lamha isme jeena muqaddar ki baat hai Kehti hai ishq duniya jise Kehti hai ishq duniya jise Meri jaan-e-mann Iss ek lafz mein hi chhupi qaaynaat hai Mere dil ki raahaton ka tu zariya ban gayi hai Teri ishq ki mere dil mein kayi eid mann gayi hai Tera zikr ho raha hai Tera zikr ho raha hai Ibaadat ki tarah Tujhe yaad kar liya hai Oh tujhe yaad kar liya hai Aayat ki tarah

更多 Arijit Singh

Arijit Singh →

相关歌词