Binte Dil Misriya Mein
印地语

Binte Dil Misriya Mein 歌词

流派Pop
时长2:47
原文语言印地语
浏览量1.2K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Binte dil misriya mein Binte dil misriya mein Binte dil misriya mein Binte dil misriya mein Pesh hai kul shabaab Khidmat-e-aali janaab Pesh hai kul shabaab Khidmat-e-aali janaab Aatish-kada adaaon se Aatish-kada adaaon se Jal uThega aapke Deeda-e-tar ka hijaab Binte dil misriya mein Binte dil misriya mein Maikash labon pe aane lagi hai Pyaasi kurbatein Hairatzada Thikaane lagi hain Saari furqatein Maikash labon pe aane lagi hai Pyaasi kurbatein Hairatzada Thikaane lagi hain Saari furqatein Aarizon pe mere likh zara Rif'atein chaahaton ka sila Binte dil misriya mein Binte dil misriya mein Pesh hai kul shabaab Khidmat-e-aali janaab Pesh hai kul shabaab Khidmat-e-aali janaab Aatish-kada adaaon se Aatish-kada adaaon se Jal uThega aapke Deeda-e-tar ka hijaab Binte dil misriya mein Binte dil misriya mein Binte dil misriya mein Binte dil misriya mein

更多 Arijit Singh

Arijit Singh →

相关歌词