Gaaye Ja
印地语

Gaaye Ja 歌词

流派Pop
原文语言印地语
浏览量20
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
har subah sochu jaag ke kya hai karna shaam tak us aag ka tay hai bujhna abhi hi toh aankhein kholi poori tarah bhi nahi kaantein ghoomein ghadi mein hi bheje mujhe woh kyun kahin yeh samay toh na hain saga na mera na yeh hai tera to aaj ko kal pe taal ke keh raha mann mera karenge karenge aisa bhi rush kya hoon zara late main chhod na bass kya sofe pe baith ke ya toh phir lait ke le raha hoon abhi rooh ka zaayeka na hoon main phone pe main toh hoon zone mein na phaila de koyi ab yaha rayata na bani baat hain na bane baal hai gaa raha dil mera bewajah gaaye ja monday ke the joh blues unko kiya cut loose saadhe saat ka alarm baarah baje tak kiya snooze bill mere toh high hain salary bhi na aayi hai toh aaj ko kal ki de kasam keh raha mann mera, bas karenge karenge aisa bhi rush kya hoon zara late main chhod na bass kya sofe pe baith ke ya toh phir lait ke le raha hoon abhi rooh ka zaayeka na hoon main phone pe main toh hoon zone mein na phaila de koyi ab yaha rayata na bani baat hain na bane baal hai gaa raha dil mera bewajah gaaye ja gaaye ja, gaaye ja gaaye ja, gaaye ja gaaye ja, gaaye ja gaaye ja, gaaye ja

更多 Arijit Singh

Arijit Singh →

相关歌词