Judaa
印地语

Judaa 歌词

流派Pop
时长5:06
原文语言印地语
浏览量401
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Aansuon ne nazar mein jagah banayi Zindagi ka hissa bani tanhaai Aansuon ne nazar mein jagah banayi Zindagi ka hissa bani tanhaai Poori hoke bhi poori na ho saki duaa Tujhse judaa judaa huaa main judaa hua Mujhse khafa khafa yahan mera khuda hua Kareeb se guzar gaya Kyun mujhko tanha kar gaya Kareeb se guzar gaya Kyun mujhko tanha kar gaya Khaali khaali dil mein ek dard aisa bhar gaya Jiski kehte hain duniya mein koi nahi dawaa Tujhse juda juda huaa, main juda huaa Mujhse khafa khafa yahan mera khuda hua Bewajah safar mein tha Pal do pal nazar mein tha Bewajah safar mein tha Pal do pal nazar mein tha Khamakha bhatak gaya Accha bhala dil ghar mein tha Kaise bin tere hogi ye zindagi bataa Tujhse juda juda huaa, main juda huaa Mujhse khafa khafa yahan mera khuda hua

更多 Arijit Singh

Arijit Singh →

相关歌词