Kaala Jaadu (feat. Nikhita Gandhi)
印地语

Kaala Jaadu (feat. Nikhita Gandhi) 歌词

流派Pop
时长3:36
原文语言印地语
浏览量85
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
tu meri ho gayi hai yeh khabar toh nayi hai tujhko baahon ke ghere mein chhupke se aaja baandhu hota ishqe mein koyi na koyi toh kaala jaadu na fikar hai na fitoori hai ishq hi toh zaroori yeh toh shaitano ko bhi kar deta hai poora saadhu hota ishqe mein koyi na koyi toh kaala jaadu dil pe asar tera gehra hai gehra hai tu hai samundar tu sehra hai sehra hai (kaala jaadu) peena bhi tujhko hai chalna bhi tujhme hai main tujhme chalta hoon tu mujhme thehra hai hota hai mitha zehar paagalpan ki hai koyi lehar yeh toh dhaata hai dil pe kehar veerana karde yeh saara shehar ismein koyi aasani nahi yeh toh hai aag paani nahi jal jaana sholon mein bhi maza hai jeene ki yeh wajah hai iske badle mein chahun toh apni main jaan bhi de doon hota ishqe mein koyi na koyi toh kaala jaadu dil pe asar tera gehra hai gehra hai tu hai samundar tu sehra hai sehra hai (kaala jaadu) peena bhi tujhko hai chalna bhi tujhmein hai main tujhmein chalta hoon tu mujhmein thehra hai dil pe asar tera gehra hai gehra hai tu hai samundar tu sehra hai sehra hai (kaala jaadu) peena bhi tujhko hai chalna bhi tujhmein hai main tujhmein chalta hoon tu mujhmein thehra hai

更多 Arijit Singh

Arijit Singh →

相关歌词