Kyu Hua
印地语

Kyu Hua 歌词

流派Pop
时长6:05
原文语言印地语
浏览量25
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
aaah khwaabon mein thhe aansu chhupe pataa hi na tha humein raahon mein thhe kaante bichhe pataa hi na tha humein kuch bhi humein haasil nahi hai reh gayi manzil kahin hairaan hai dil, kis baat ki ye hai sazaa rone lagi hai ab duaa khud se huaa hai bepataa aye rab mere mujhko zara tu ye bataa kyu hua, kyu hua waqt humse khafa ishq se dil juda kyun hua, kyun huaa iss gham ki wajah kisko poochhe yahaan kyun huaa, kyun huaa rab hi bezubaa ra ra hmm hothon pe hai rakhi lamha lamha shiqayatein, shiqayatein saaya bhi ye roye tanhaa humko dekh kar zindagi khaali ho gayi khoya aise humsafar yeh ooh yeh ooh kyu hua, kyun hua rab hi bezubaan ooh

更多 Arijit Singh

Arijit Singh →

相关歌词