Main Teri Yaadon Mein
印地语

Main Teri Yaadon Mein 歌词

流派Pop
时长4:27
原文语言印地语
浏览量132
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
main teri yaadon mein khoya main teri yaadon mein uljha main teri yaadon mein khoya main teri yaadon mein uljha teri yaadon ka hai samaa tere bin main, main na rahaa teri yaadon ka hai samaa tere bin main, main na rahaa shaam-o-seher kaise lagte zeher jaise tere bagair aise ooh socha nahin kaise hoon darbadar jaise hogi basar aise ooh khamoshiyan hain khata meri tanhaiyan hai sazaa meri samjha rahi hai ye dooriyan teri meri nazdeekiyaan haan teri yaadon ke gham hain hai teri yaadon ki khushiyaan haan teri yaadon ke gham hain hai teri yaadon ki khushiyaan tere bin jeena kya mera tere bin main, main na raha tere bin jeena kya mera tere bin main, main na raha sabko khabar hai ye meri seher hai tu kya bekhabar hai tu ooh itni zara si toh haan hai tujhe kehni kehde nazar se tu ooh kya itni hai majbooriyan kyun itni naa manzooriyan ik mukhtasar si baat hai phir zindagi bhar ka saath hai main teri yaadon mein jaaga main teri yaadon mein soya main teri yaadon mein jaaga main teri yaadon mein soya tere bin jeena kya mera tere bin main, main na raha tere bin jeena kya mera tere bin main, main na raha

更多 Arijit Singh

Arijit Singh →

相关歌词