Mere Parwardigaar
印地语

Mere Parwardigaar 歌词

流派Pop
时长3:18
原文语言印地语
浏览量42
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Jo gham diye hain toh Rone ki mohlat bhi de Sab chheen le par Hisaab ki daulat bhi de Thaam zara toot rahi hai Hauslon ki deewar Parwardigar, mere parwardigaar Parwardigar, mere parwardigaar Itni toh rehmat kar Thodi toh zehmat kar Mehshar mein main hoon khada Tujh par yaqeen hai bada Seene se apne laga Ummeed koi jaga Toote sabar, itna toh kar Jaaun na main haar Parwardigar, mere parwardigar Parwardigar, mere parwardigar Oonche makaanon mein tu Hai aasmaanon mein tu Itna toh haq hai mera Main bhi hoon banda tera Mujhko dilaase de Bas kuch zara se de Kuch bol de Hain dolte saanson ke taar Parwardigar, mere parwardigar Parwardigar, mere parwardigar

更多 Arijit Singh

Arijit Singh →

相关歌词