Patriot
印地语

Patriot 歌词

流派Pop
原文语言印地语
浏览量22
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
pucho ge to batau kya nahi pata mere desh se mujhko hain pyaar kya saabit kya karun hain kitna pyaraa mujhe ye desh, ye desh mera kya hai desh ye, desh ke bhesh me roti kapda makan hai mausam bahaar hai hariyali ka tyohaar hain mere wajood ka aadhaar hain kyun dikhaun main kyun jataun dil ki baat hai main kyun bataun ye desh hain kya mera aaina main hun jab jaisa, mera desh hain tab waisa desh hi maharaaj hain, desh hi gareeb ki aawaz hai majboor hai to majboo bhi iski bhasha andar geheri jad hain meri is desh main mujhko hain samaana pucho to main bataun kya tumhe kya pata mere desh se mujhko hain peyar kya kyun dikhaun main kyun jataun dil ki baat hain main kyun bataun

更多 Arijit Singh

Arijit Singh →

相关歌词