Raabta Title Song (feat. Nikhita Gandhi)
印地语

Raabta Title Song (feat. Nikhita Gandhi) 歌词

流派Pop
时长5:03
原文语言印地语
浏览量248
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Tann lade toh tann mukk jaaye Rooh jude toh judi reh jaaye Tujhse kiya hai dil ne bayaan Kiya nigaahon ko zubaan Waada wafaa ka kiya Tujhse liya hai khud ko mila Liya duaavon ka sila Jeene ka sapna liya… Dil ke makaan mein Tu mehmaan rahaa, rahaa Aankhon ki zubaan Kare hai bayaan kahaa ankahaa… Kuch toh hai tujhse raabta Kuch toh hai tujhse raabta Kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata Kuch toh hai tujhse raabta Hmm.. Meherbani jaate jaate mujhpe kar gaya Guzarta saa lamha ek daaman bhar gaya Tera nazaara mila, roshan sitaara mila Taqdeer ka jaise koi ishaara mila Tera ehsaan lage hai jahan mein khila Haan khila.. Sapno mein mere tera hi nishaan mila Haan mila… Kuch toh hai tujhse raabta Kuch toh hai tujhse raabta Kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata Kuch toh hai tujhse raabta Hadh se zyada mohabbat hoti hai jo Kehte hain ke ibaadat hoti hai woh Qusoor hai ya koi yeh fitoor hai Kyun lage sab kuch andhera hai Bas yeh hi noor hai Jo bhi hai manzoor hai... Kuch toh hai tujhse raabta Kuch toh hai tujhse raabta Kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata Kuch toh hai tujhse raabta Na jaane kya pata…

更多 Arijit Singh

Arijit Singh →

相关歌词