Salamat (feat. Tulsi Kumar)
印地语

Salamat (feat. Tulsi Kumar) 歌词

流派Pop
时长4:31
原文语言印地语
浏览量1.1K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
chahe main rahoon jahan mein chahe tu na rahe tere mere pyar ki umar salamat rahe chahe yeh zameen, yeh aasmaan rahe na rahe tere mere pyar ki umar salamat rahe o mmm darr hai tujhe main kho na doon mile jo khuda toh bol doon main do jahan ka kya karoon tu bata o tu jo mere paas hai mujhko na koi pyaas hai meri muqammal ho gayi har duaa chahe mere jism mein yeh jaan rahe na rahe tere mere pyar ki umar salamat rahe thhe tukdo mein jee rahe tum jo mile toh jud gaye pankh laga ke udd chala mann mera o tujhme main hoon, mujhme tu aur hai saansein roobaroo kuch bhi nahi ab dono ke darmiyaan chahe uss chand mein chamak rahe na rahe tere mere pyar ki umar salamat rahe chahe main rahoon jahan mein chahe tu na rahe tere mere pyar ki umar salamat rahe o mmm

更多 Arijit Singh

Arijit Singh →

相关歌词