Shayad
印地语

Shayad 歌词

流派Pop
时长3:11
原文语言印地语
浏览量2.6K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Shayad kabhi na kehe sakun main tumko Kahe bina samajh lo tum shayad Shayad mere khayal mein tum ik din Milo mujhe kahin pe ghum shayad Jo tum na ho, rahenge hum nahin Jo tum na ho, rahenge hum nahin Na chahiye kuch tum se zyada tum se kam nahin Jo tum na ho, toh hum bhi hum nahi Jo tum na ho, toh hum bhi hum nahi Na chahiye kuch tum se zyada tum se kam nahin Aankhon ko khaab dena Khud hi sawaal karke Khud hi jawaab dena teri taraf se Bin kaam kaam karna Jaana kahin ho chaahe Har baar hi guzarna teri taraf se Ye koshishein toh hongi kam nahin Ye koshishein toh hongi kam nahin Na chahiye kuch tum se zyada tum se kam nahin Jo tum na ho, rahenge hum nahin Jo tum na ho, toh hum bhi hum nahin Na chahiye kuch tum se zyada tum se kam nahin Jo tum na ho Jo tum na ho Jo tum na ho

更多 Arijit Singh

Arijit Singh →

相关歌词