Tera Chehra
印地语

Tera Chehra 歌词

流派Pop
时长4:50
原文语言印地语
浏览量620
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
meri bechainiyon ko chain mil jaaye tera chehra jab nazar aaye tera chehra jab nazar aaye mere deewanepan ko sabr mil jaaye tera chehra jab nazar aaye zikr tumhara jab jab hota hai dekho na aankhon se bheega bheega pyaar beh jaata hai meri tanhaiyon ko noor mil jaaye tera chehra jab nazar aaye tera chehra jab nazar aaye main raat-din ye duaa karun tere liye main jiyun marun chaaron pehar tujhe dekha karun mera jahan ye tujhpe fanaa karun zikr tumhara jab jab hota hai dekho na honthon pe tera ehsaas reh jaata hai mere har raaste ko manzil mil jaaye tera chehra jab nazar aaye tera chehra jab nazar aaye berang hawayein mujhe naa jaane de gayi sadaa kyun abhi abhi hai sarfaroshi ye aashiqui bhi jaayegi jaan meri ismein kabhi zikr tumhara jab jab hota hai dekho na har lamha teri daastaan keh jaata hai meri har ik tadap ko sukoon mil jaaye tera chehra jab nazar aaye tera chehra jab nazar aaye

更多 Arijit Singh

Arijit Singh →

相关歌词