Tera Fitoor
印地语

Tera Fitoor 歌词

流派Pop
时长5:34
原文语言印地语
浏览量8.4K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Tera fitoor jab se chadh gaya re Tera fitoor jab se chadh gaya re Ishq jo zara sa tha woh badh gaya re Tera fitoor jab se chadh gaya re Tu jo mere sang chalne lage To meri raahein dhadakne lage Dekhun jo na ik pal main tumhein Toh meri baahein tadapne lage Ishq jo zara sa tha woh badh gaya re Tera fitoor jab se chadh gaya re Tera fitoor jab se chadh gaya re Haathon se laqeerein yehi kehti hai Ki zindagi jo hai meri Tujh mein ab rehti hai Labon pe likhi hai mere dil ki khwaahish Lafzon mein kaise main bataaun Ikk tujhko hi paane ki khaatir Sabse judaa main ho jaaun Kal tak Maine jo bhi khwaab the dekhe Tujhmein woh dikhne lage Ishq jo zara sa tha woh badh gaya re Tera fitoor jab se chadh gaya re Tera fitoor jab se chadh gaya re Saanson ke kinaare bade tanha thhe Tu aa ke inhe chhu le bas Yehi toh mere armaan thhe Saari duniya se mujhe kya lena hai Bas tujhko hi pehchaanu Mujhko na meri ab khabar ho koi Tujhse hi khudko main jaanu Raatein nahi kat’ti bechain se hoke Din bhi guzarne lage Ishq jo zara sa tha woh badh gaya re Tera fitoor jab se chadh gaya re Tera fitoor jab se chadh gaya re

更多 Arijit Singh

Arijit Singh →

相关歌词