Tum Kya Ho (feat. Ankit Tiwari)
印地语

Tum Kya Ho (feat. Ankit Tiwari) 歌词

流派Pop
原文语言印地语
浏览量20
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Kya tum mere liye ho Ya tum apne ho Chhu kar, kar lo yakin Kya tum sach mein ho Tay jo kiya woh safar ho kya tum Meri gali ganv ghar ho kya tum Dil ko hai veham bolo tum kya ho Meri hai uljhan bolo tum kya ho Tum kya ho Main rait ka dana tha Mera rishta kabhi tha zameen se Mujhe teri hawa mili toh Mujhe aasma mila wahin pe Main jo hasa woh hasi ho kya tum Roya jo main woh nami ho kya tum Tum kya ho? Main khali sa rasta Tere mujhpe kadam hai pade Main milon milon chalu Yun lag ke tujhse gale Jis se ho din dhoop wo ho kya tum Mere chand ki roshni ho kya tum Tum kya ho? Tum kya ho?

更多 Arijit Singh

Arijit Singh →

相关歌词