Yaadien Wohi
印地语

Yaadien Wohi 歌词

流派Pop
原文语言印地语
浏览量16
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
mera dil ab udd gaya yaadon mein kho gaya khud se baatein kar gaya yaadon mein kho gaya mujhko, tairna hi nahi doob jaun yahin? khwab se yeh phir jud gaya yaadon mein kho gaya mera dil ab ud gaya yaadon mein kho gaya yaadein, yaadein, yaadein wohi yaadein, yaadein, yaadein wohi kyun udasi aankhon mein hai pal yeh jeeke yaadein bun loon gungunati hai zindagi chupke chupke usko sun loon waqt rehta nahi ruka yeh bhi dil ke jaisa hai kya woh guzra nahi, woh thehra nahi main hi to bas thehar gaya dil hi dil mein ghul gaya yaadon mein kho gaya mera dil phir udd gaya yaadon mein kho gaya mujhko, tairna hi nahi doob jaaun yahin? khwab se ye phir jud gaya yaadon mein kho gaya mera dil ab ud gaya yaadon mein kho gaya yaadein, yaadein, yaadein wohi yaadein, yaadein, yaadein wohi

更多 Arijit Singh

Arijit Singh →

相关歌词