Kiska chehra ab main dekhoon
意大利语

Kiska chehra ab main dekhoon 歌词

流派World Music
时长6:17
原文语言意大利语
浏览量517
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

IT
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Chaand bhi dekha Phool bhi dekha Baadal bijli titli jugnu Koi nahin hai aisa Tera husn hai jaisa Tera husn hai jaisa Meri nigaah ne ye kaisa khwaab dekha hai Zameen pe chalta hua mahathab dekha hai Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar Kiska chehra Kiska chehra ab main dekhoon Tera chehra dekhkar Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar Neend bhi dekhi Khwaab bhi dekha Neend bhi dekhi Khwaab bhi dekha Choodi bindiya darpan khushboo Koi nahin hai aisa Tera pyaar hai jaisa Tera pyaar hai jaisa Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar Kiska chehra Kiska chehra ab main dekhoon Tera chehra dekhkar Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar Rang bhi dekha Roop bhi dekha Rang bhi dekha Roop bhi dekha Rasta manzil saahil mehfil Koi nahin hai aisa Tera saath hai jaisa Tera saath hai jaisa Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar Kiska chehra Kiska chehra ab main dekhoon Tera chehra dekhkar Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar Bahut khoobsuat hai aankhein tumhaari Bana dijiye inko kismat hamari Usay aur kya chaahiye zindagi mein Jise mil gayi mohabbat tumhari

更多 Jagjit Singh

Jagjit Singh →

相关歌词