Teri aankhon se hi (Male Version)
印度尼西亚语

Teri aankhon se hi (Male Version) 歌词

流派World Music
时长5:55
原文语言印度尼西亚语
浏览量605
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

ID
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
teri aankhon se hi jaage soyein ham -2 teri aankhon se hi jaage soyein ham kab tak aakhir -2 kab tak aakhir tere gham ko royein ham teri aankhon se hi jaage soyein ham vaqt kaa marham zakhmon ko bhar detaa hai -2 shishe ko bhi ye patthar kar detaa hai raat mein tujh ko paayein, din mein khoyein ham teri aankhon se hi jaage soyein ham har aahat par lagtaa hai, tu aayaa hai -2 dhoop hai mere pichhe, aage saayaa hai -2 khud apni hi.. khud apni hi laash ko kab tak dhoyein ham teri aankhon se hi jaage soyein ham -2 kab tak aakhir -2 kab tak aakhir tere gham ko royein ham teri aankhon se hi jaage soyein ham aa.... aa.... aa.... aa.... aa.... aa....

更多 Jagjit Singh

Jagjit Singh →

相关歌词