So Gaya Yeh Jahan
MS

So Gaya Yeh Jahan 歌词

流派Alternativo Indie
时长3:18
原文语言MS
浏览量108
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Yeh dard ke lamhe Sard hawaaye Zindagi sehmi Saans kaise aaye Yeh khauf hai dil mein Ki dheere dheere Teri khamoshi Jaan le na jaaye Kis mod pe zindagi le aayi bewajah So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan So gayi ye saari manzilein Ye saari manzilein So gaya hai rasta So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan Yeh dard har lamha soney nahi deta Door hoke tumse, hone nahi deta Yeh dard har lamha soney nahi deta Door hoke tumse, hone nahi deta Yeh dard ke lamhe Sard hawaaye Zindagi sehmi Saans kaise aaye Yeh khauf hai dil mein Ki dheere dheere Teri khamoshi Jaan le na jaaye Kis mod pe zindagi le aayi bewajah So gaya yeh jahaan, so gaya aasmaan So gaya yeh jahaan, so gaya aasmaan So gayi hain saari manzilein Ho saari manzilein So gaya hai rasta So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan

更多 Jubin Nautiyal

Jubin Nautiyal →

相关歌词