Tu Mera Hogaya Hai
印地语

Tu Mera Hogaya Hai 歌词

流派Alternativo Indie
时长2:28
原文语言印地语
浏览量120
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
tu mera ho gaya hai aaye na yaqeen yeh tu mera ho gaya hai khwaab toh nahi yeh tu mera ho gaya hai ya ke nahi tu mera ho gaya toh jannat zameen pe tu mera ho gaya hai khwaab toh nahi yeh tu mera ho gaya hai ya ke nahi agar yeh khwaab hai toh main tera hi khwaab rahunga nahi ab chain ki chahat yoon hi betaab rahunga agar yeh khwaab hai toh main tera hi khwaab rahunga nahi ab chain ki chahat yoon hi betaab rahunga tu mera ho gaya hai baat hai haseen yeh tu mera ho gaya hai aaye na yaqeen yeh tu mera ho gaya hai ya ke nahi pehle se zyada sheesha main dekhun pehle se zyada hasta rahun main jab akela hota hoon tab bhi tumse hi baatein karta rahun pehle se zyada sheesha main dekhun pehle se zyada hasta rahun main jab akela hota hoon tab bhi tumse hi baatein karta rahun agar pagalpana hai yeh to paagal aaj rahunga teri hasti nigahon ka main banke raaz rahunga agar pagalpana hai yeh to paagal aaj rahunga teri hasti nigahon ka main banke raaz rahunga jahan tu hai yeh dil bhi aata hai wahi pe tu mera ho gaya hai khwaab to nahi yeh tu mera ho gaya hai ya ke nahi jeena hai mujhko teri liye hi yeh fasla hai maine kiya teri hi khatir marna bhi chahun marna hai lekin bas shaukiyan agar jaadu hai yeh tera utarne na ise dena mujhe kaabu mein kar le tu sambhalne na mujhe dena agar jaadu hai yeh tera utarne na ise dena mujhe kaabu mein kar le tu sambhalne na mujhe dena hua bhi hai yeh sach mein ya hua nahi yeh tu mera ho gaya hai khwaab to nahi yeh tu mera ho gaya hai ya ke nahi

更多 Jubin Nautiyal

Jubin Nautiyal →

相关歌词