Aaisa Sama Na Hota
SQ

Aaisa Sama Na Hota 歌词

流派Instrumental
时长7:06
原文语言SQ
浏览量2.4K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

SQ
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Aisa Sama Na Hota Kuchh Bhi Yahan Na Hota Mere Hamrahi Jo Tum Na Hote Mere Hamrahi Jo Tum Na Hote Mausam Yeh Na Aata, Yoon Na Chhaati Yeh Ghata Aise Gungunati, Yoon Na Gaati Yeh Hawa Gul Shabnam Ke Moti Na Piroute Mere Hamrahi Jo Tum Na Hote Raahein Wohi, Vaadi Wohi Badla Kuchh Nahin Phir Bhi Tere Milne Se Hai Duniya Kyun Haseen Kahin Khwabon Mein Hum Gum Na Hote Mere Hamrahi Jo Tum Na Hote Hum Tum Jo Na Milte, To Na Chhaata Yeh Nasha Hota Kuchh Bhi Hota, Yeh Na Hota Jo Hua Yahan Milke Na Dil Aise Khote Mere Hamrahi Jo Tum Na Hote Aisa Sama Na Hota Kuchh Bhi Yahan Na Hota Mere Hamrahi Jo Tum Na Hote

更多 Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

相关歌词