Chori Chori Koi Aaye
EO

Chori Chori Koi Aaye 歌词

流派Instrumental
时长5:08
原文语言EO
浏览量1.4K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

EO
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
(Chori chori koi aaye Chori chori koi aaye, chhupke chhupke sab se chhupke Khwaab kai de jaaye) -2 Chori chori koi aaye Aankhen daale aankhon mein, jaane mujhse kya woh poochhe -2 Main jo boloo-boloo kya, has doon mujhko kuchh na sujhe Aise taake dil mein jhaanke, saans meri ruk jaaye Chori chori koi aaye Chori chori koi aaye, chhupke chhupke sab se chhupke Khwaab kai de jaaye Chori chori koi aaye Mithe mithe bolon se, dil pe aisa jaadu daale -2 Khoyi khoyi jaaoo main, jo bhi chaahe manwaale Mujhko choome, dil to jhoome, aankh magar jhuk jaaye Chori chori koi aaye Chori chori koi aaye, chhupke chhupke sab se chhupke Khwaab kai de jaaye Chori chori koi aaye Baithhi baithhi sochu main, woh to chal de mujhko das ke -2 Mujhko maar daale na, apne baajoon mein kas ke Dil jo dhadke aise dhadke, ek nasha chaa jaaye Chori chori koi aaye Chori chori koi aaye, chhupke chhupke sab se chhupke Khwaab kai de jaaye Chori chori koi aaye

更多 Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

相关歌词