Dafliwale Dafli Baja
SQ

Dafliwale Dafli Baja 歌词

流派Instrumental
时长4:59
原文语言SQ
浏览量1.2K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

SQ
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Lata: Dafliwale dafli baja -2 Mere ghungroo bulate hai aa Main nachoon tu nacha Dafliwale dafli baja Mere ghungroo bulate hai aa Main nachoon tu nacha Dafliwale dafliwale Tere bin main kya mere bin tu kya Ik duje bin ham akele Donon ke man se man ke milan se Lagte hain sargam ke mele haay haay haay Tere bin main kya mere bin tu kya Ik duje bin ham akele Donon ke man se man ke milan se Lagte hain sargam ke mele Tu tode ke jode tu rakhe ke chode Ye dil kiya tere hawale Dafliwale dafli baja Mere ghungroo bulate hai aa Main nachoon tu nacha Rafi: Teri chamcham se meri damdam se Kya rang chaane laga hai Lata: Aankhon ke raste tu hanste hanste Dil mein samaane laga hai haay haay haay Rafi: Teri chamcham se meri damdam se Kya rang chaane laga hai Lata: Aankhon ke raste tu hanste hanste Dil mein samaane laga hai Rafi: Unhe bhi dikhao Unhe bhi dikhao unhe bhi bulaao Kahan hai ye duniyawale Lata: Dafliwale dafli baja Mere ghungroo bulate hain aa Main naachoon tu nacha Dafliwale dafliwale

更多 Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

相关歌词