Dekho Maine Dekha
MS

Dekho Maine Dekha 歌词

流派Instrumental
时长5:29
原文语言MS
浏览量4.3K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Dekho Maine Dekha Hai Yeh Ek Sapna Phoolon Ke Shehar Mein Hai Ghar Apna Kya Sama Hai, Tu Kahan Hai Maein Aayi Aayi Aayi Aayi, Aaja Kitna Haseen Hai Yeh Ek Sapna Phoolon Ke Shehar Mein Hai Ghar Apna Kya Sama Hai, Tu Kahan Hai Maein Aaya Aaya Aaya Aaya, Aaja Wahan Tera Mera Naam Likha Hai, Rasta Nahin Yeh Aam Likha Hai Yeh Hai Darwaaza Jahan Tu Khadi Hai Andar Aajao Sardi Badi Hai Yahan Se Nazaara Dekho Parvaton Ka Jhanku Maein Kahanse, Kahan Hai Jharokha, Yeh Yahan Hai, Tu Kahan Hai... Achha Yeh Batao Kahan Pe Hai Paani Bahar Beh Raha Hai Jharna Deewani Bijli Nahin Hai Yahi Ek Gham Hai, Teri Bindiya Kya Bijli Se Kam Hai Chodho Mat Chhedo Baazar Jaao, Jaata Hoon Jaoonga, Pehle Yahan Aao Shaam Jawaan Hai, Tu Kahan Hai... Kaisi Pyaari Hai Yeh Chhotisi Rasoi , Hum Dono Hain Bas Dooja Nahin Koi Is Kamre Mein Hongi Meethi Baaten, Us Kamre Mein Guzrengi Raaten Yeh To Bolo Hogi Kahan Pe Ladaai, Maine Woh Jagah Hi Nahin Banai Pyar Yahan Hai, Tu Kahan Hai...

更多 Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

相关歌词