Dil Se Bhula Do Tum Hamein
SQ

Dil Se Bhula Do Tum Hamein 歌词

流派Instrumental
时长4:13
原文语言SQ
浏览量1.1K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

SQ
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
dil se bhula do tum hamein, hum naa tumhen bhulaaenge, rooth ke jaanewaale, hum duniya se rooth jaaenge hum naa tumhen bhulaaenge nazaron se kyun gira diya, tum ne kisi gharib ko, kaise manaaega koi, roothe hue naseeb ko tum ne diye jo dil ke daagh, kaise unhen chhupaaenge rooth ke jaanewaale tum ne hamein mita diya, tum se kahen to kya kahen maana ke bewafa ho tum, phir bhi na bewafa kahen tum ne jo kahana tha kah chuke hum yahi kahate jaayenge rooth ke jaanewaale

更多 Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

相关歌词