Ek Bewafa Se Pyaar
AF

Ek Bewafa Se Pyaar 歌词

流派Instrumental
时长2:34
原文语言AF
浏览量1.1K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

AF
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
(Ek bewafa se pyaar kiya Usse nazar ko chaar kiya Haai re humne yeh kya kiya, haai kya kiya) - 2 (Bholi surat waala nikla lutera Raat chhupaaye dil mein munh pe savera) - 2 Oye humne dil nisaar kiya Usko beqaraar kiya Haai re humne yeh kya kiya, haai kya kiya Ek bewafa se pyaar kiya Usse nazar ko chaar kiya Haai re humne yeh kya kiya, haai kya kiya (De gayi dhoka hamein neeli neeli aankhen Neeli neeli aankhen) - 2 Sooni hai dil ki mehfil, bheegi bheegi aankhen O bheegi bheegi aankhen Oye humne aitbaar kiya Ulfat ka ikraar kiya Haai re humne yeh kya kiya, haai kya kiya Ek bewafa se pyaar kiya Usse nazar ko chaar kiya Haai re humne yeh kya kiya, haai kya kiya

更多 Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

相关歌词