Ham Pyaar Tum Hi Se
德语

Ham Pyaar Tum Hi Se 歌词

流派Instrumental
时长3:14
原文语言德语
浏览量981
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

DE
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
hum pyaar tumhi se karte hai-2 nadaan baalam tum kyaa jaano tum rooth gaye, dil tut gayaa paaya hai jo gum tum kyaa jaano hum pyaar tumhi se karte hai jab hum ko banaaya thaa apnaa kyun haal naa dil kaa jaan sake ek phool chunaa ek phool chunaa aur fenk diyaa khushboo le naa sake thukaraa diyaa meri ulfat ko apnaa ye sitam tum kyaa jaano hum pyaar tumhi se karte hai mit jaaye muhobbat ki duniyaa ye baat koi aasaan nahin armaan bharaa armaan bharaa ye dil meraa naazuk hai magar naadaan nahin munh pher lo hum se laakh magar badalenge naa hum, tum kyaa jaano hum pyaar tumhi se karte hai hum pyaar tumhi se karte hai nadaan baalam tum kyaa jaano hum pyaar tumhi se karte hai

更多 Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

相关歌词