Hamko Bhi Gham Ne Maara
MS

Hamko Bhi Gham Ne Maara 歌词

流派Instrumental
时长5:22
原文语言MS
浏览量1.9K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Ho o o Ho o o o, o o o, o o o (Hamko Bhi Gham Ne Maara Tumko Bhi Gham Ne Maara Ham Sab Ko Gham Ne Maara Is Gham Ko Maar Daalo Ho Ho, Ho Ho) -2 Aaa Ooo Ho (+Laughing) Hamko Bhi Gham Ne Maara Tumko Bhi Gham Ne Maara Ham Sab Ko Gham Ne Maara Is Gham Ko Maar Daalo -2 (Yeh Gham Kabhi Khushi Ka Armaan Banke Aaya Hanste Hue Yeh Dil Mein Mehmaan Banke Aaya) -2 Ghar Se Ise Nikaalo Is Gham Ko Maar Daalo Hamko Bhi Gham Ne Maara Tumko Bhi Gham Ne Maara Ham Sab Ko Gham Ne Maara Is Gham Ko Maar Daalo -2 (Din Ko Tadapte Hain Woh Raaton Ko Jaagte Hain Nadaan Hain Bade Woh Jo Gham Se Bhaagte Hain) -2 Hanskar Gale Lagaalo Is Gham Ko Maar Daalo Hamko Bhi Gham Ne Maara Tumko Bhi Gham Ne Maara Ham Sab Ko Gham Ne Maara Is Gham Ko Maar Daalo -2 (Har Aarzoo Hai Chhoti Yeh Zindagi Badi Hai Woh Saamne Nazar Ke Dekho Khushi Khadi Hai) -2 Aawaaz Do Bulaalo Is Gham Ko Maar Daalo Hamko Bhi Gham Ne Maara Tumko Bhi Gham Ne Maara Ham Sab Ko Gham Ne Maara Is Gham Ko Maar Daalo Ho Ho, Ho Ho Hamko Bhi Gham Ne Tumko Bhi Gham Ne Ham Sab Ko Gham Ne Is Gham Ko Maar Daalo

更多 Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

相关歌词