Is Dil Mein Bas Kar
MS

Is Dil Mein Bas Kar 歌词

流派Instrumental
时长2:13
原文语言MS
浏览量1.2K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Is Dil Mein Bas Kar Dekho To, Yeh Shehar Bada Purana Hai Har Saans Mein Kahani Hai Har Saans Mein Afsaana Hai Yeh Basti Dil Ki Basti Hai Kuchh Dard Hai Kuchh Ruswai Hai Yeh Kitni Baar Ujaadi Hai Yeh Kitni Bar Basaai Hai Yeh Shehar Badaa Purana Hai... Yeh Jism Hai Kachchi Mitti Ka Bhar Jaaye To Risne Lagta Hai Baahon Mein Koi Thame To Aagosh Mein Girne Lagta Hai Yeh Shehar Badaa Purana Hai...

更多 Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

相关歌词