Jaise Radha Ne Mala
SU

Jaise Radha Ne Mala 歌词

流派Instrumental
时长3:57
原文语言SU
浏览量812
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

SU
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
jaise raadha ne maala japi shyaam ki - 2 main ne odhi chunariya tere naam ki tere naam ki ho piyaa, tere hi naam ki raadha ne ... preet kya judi preet kya judi, dor kya bandhi bina jatan bina yatan ho gayi main nayi bina mol ki main biki, bina daam ki raadha ne ... kya tarang hai kya tarang hai, kya umang hai more ang ang racha pi ka rang hai sharm aayi, kaise kahu baat shyaam ki raadha ne ... pa liya tujhe, pa liya pa liya tujhe, paai har khushi chaahu baar baar chadhoon teri paalki subah shaam ki ye pyaas bade kaam ki raadha ne ...

更多 Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

相关歌词