Jeevan Ki Beena
NL

Jeevan Ki Beena 歌词

流派Instrumental
时长3:01
原文语言NL
浏览量505
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

NL
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
jeevan ki beena ka taar bole saanson mein sur ka singaar bole hriday ki dhadakan mein pyaar bole jaane kya bole, kya bole kya bole kya bole o jaane kya bole kya bole kya bole kisane sunaake sureele si taan, mere kaanon mein ras diya ghol re kiski raseeli tarangon ne mere dil ko kiya daanvaadol re dil ko kiya daanvaadol re man ke chaman ki bahaar bole koyal ki meethi pukaar bole jhaanjhar ki jhan jhan jhankaar bole jaane kya bole ... saagar ki lahare sunaaye re sargam,baadal ka rang hua laal re kaisa ye geet aaj gaaya gagan ne,dharti bhi dene lagi taal re dharti bhi dene lagi taal re chanda ki kiranon ka haar bole ithalaate jharanon ki dhaar bole man ka papeeha baar baar bole jaane kya bole ....

更多 Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

相关歌词