Jhuthi Muthi Mitawa
SL

Jhuthi Muthi Mitawa 歌词

流派Instrumental
时长3:43
原文语言SL
浏览量638
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

SL
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
jhuuthii-muuthi mitava aavan bole bhaadon bole, kabhi saavan bole jhuuthii-muuthi mitava aavan bole .. baadalon pe chalane ko chaahuun piya aao mera jhuulana jhulaao piya ban ban papiiha pihu bole jhuuthii-muuthi mitava aavan bole .. rog ye kaisa laaga mohe aarasi uthaauun dekhuun tohe man chanchal mose chhal na kare baanvari bole kabhi pagali bole kaari tori akhiyaan yaad karuun aarasi mein baar baar kaajar bharuun man mitava kaahe pihu bole jhuuthii-muuthi mitava aavan bole ..

更多 Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

相关歌词