Lal Chudhiyan
印度尼西亚语

Lal Chudhiyan 歌词

流派Instrumental
时长5:51
原文语言印度尼西亚语
浏览量1K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

ID
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
lal chudiyaan chadhaaun chunri gote wali laaun - 2 chalke nange paanv aaun tere dwaar daatiye mujh daasi ka maiyya mujh daasi ka bhi kar de udhhar daatiye mujh daasi ka aaja aaja bholi maiyya tujhsa aur na koi khewaiyya - 2 kar de kar de meri naiyya ?? se paar daatiye mujh daasi ka maiyya mujh daasi ka bhi kar de udhhar daatiye mujh daasi ka lal chudiyaan chadhaaun chunri gote wali laaun - 2 hui galtiyaan jo mujhse maaf kar de chola gunehgaar ka yeh saaf kar de hui galtiyaan jo mujhse maaf kar de chola gunehgaar ka yeh saaf kar de meri bhoole bisraake reham thoda bahut khake - 2 paas charnon ke bithake de de pyar daatiye mujh daasi ka mniyya mujh daasi ka bhi kar de udhhar daatiye mujh daasi ka lal chudiyaan chadhaaun chunri gote wali laaun - 2 tere maan bhandaaron mein na aayegi kami mujhko bhi jyot ki maan de de roshni tere maan bhandaaron mein na aayegi kami mujhko bhi jyot ki maan de de roshni tune sabki laaj bachaai jisne yaad kiya tu aayi - 2 itni der kyon lagaayi meri baar datiye mujh daasi ka maiyya mujh daasi ka bhi kar de udhhar daatiye mujh daasi ka lal chudiyaan chadhaaun chunri gote wali laaun - 2 chalke nange paanv aaun tere dwaar datiye mujh daasi ka maiyya iss daasi ka bhi karde beda paar datiye mujh daasi ka - 2

更多 Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

相关歌词