Na Chaahoon Sona Chaandi
SQ

Na Chaahoon Sona Chaandi 歌词

流派Instrumental
时长7:36
原文语言SQ
浏览量1.3K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

SQ
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
--CHORUS-- Na chaahoon sona chaandi, na chaahoon heera moti Yeh mere kis kaam ke Na maangoon bangla baadi, na maangoon ghoda gaadi Yeh to hain bas naam ke Deti hai dil de badle mein dil ke - 2 (Ghe ghe ghe ghe ghe, ghe re saahiba Pyaar mein sauda nahin) - 2 --MALE 1-- Na chaahoon sona chaandi, na chaahoon heera moti Yeh mere kis kaam ke Na maangoon bangla baadi, na maangoon ghoda gaadi Yeh to hain bas naam ke Deta hai dil de badle mein dil ke - 2 --MALE 2-- (Ghe ghe ghe ghe ghe, ghe re saahiba Pyaar mein sauda nahin) - 2 Na jaanoon mulla kaji, na jaanoon Kaaba Kashi Main to hoon prem piyaasa re Mere sapnon ki rani, hogi tumko hairaani Main to tera deewaana re Deti hai dil de badle mein dil ke - 2 --CHORUS-- (Ghe ghe ghe ghe ghe, ghe re saahiba Pyaar mein sauda nahin) - 2 Pyaar mein sauda nahin

更多 Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

相关歌词