Tere Liye
ET

Tere Liye 歌词

流派Instrumental
时长5:34
原文语言ET
浏览量1.4K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

ET
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Tere liye, ham hain jiye, honton ko siye Tere liye, ham hain jiye, har aansoo piye Dil mein magar, jalte rahe, chaahat ke diye Tere liye, tere liye Tere liye, ham hain jiye, har aansoo piye Tere liye, ham hain jiye, honton ko siye Dil mein magar, jalte rahe, chaahat ke diye Tere liye, tere liye Aa...... Zindagi, le ke aayi hai, beete dinon ki kitaab -2 Ghere hain, ab hamein, yaadein be-hisaab Bin poochhe, mile mujhe, kitne saare jawaab Chaaha tha kya, paaya hai kya, hamne dekhiye Dil mein magar, jalte rahe, chaahat ke diye Tere liye, tere liye Kya kahoon, duniya ne kiya, mujh se kaisa bair -2 Hukam tha, main jiyun, lekin tere baghair Naadaan hai woh, kehte hain jo, mere liye tum ho ghair Kitne sitam, hampe sanam, logon ne kiye Dil mein magar, jalte rahe, chaahat ke diye Tere liye, tere liye Tere liye, ham hain jiye, honton ko siye Tere liye, ham hain jiye, har aansoo piye Dil mein magar, jalte rahe, chaahat ke diye Tere liye, tere liye Tere liye -4

更多 Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

相关歌词