Kya Mausam Aaya Hain
YO

Kya Mausam Aaya Hain 歌词

流派World Music
时长5:59
原文语言YO
浏览量281
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

YO
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
(Kya mausam aya hai - 2 purab se mastani purwai chali khushabu se mehaki hai phoolon ki gali geet gaye nadiya lehron mein hai sargam hai ghata diwani boondon mein hai chhamchham) - 2 Kya mausam aaya hai (mehlon ki rani dukhase begani lag jaye na dhup tujhe uda uda jau sabako batayu dhup lage hai chhav mujhe) - 2 katonse ho jaye pao na ghayal katon pe nachungi bandh ke main payal ghar nahi hai ye to kutiya hamari hai ye teri katiya to mehlon se pyari hai (Kya mausam aya hai - 2 purab se mastani purwai chali khushabu se mehaki hai phoolon ki gali geet gaye nadiya lehron mein hai sargam hai ghata diwani boondon mein hai chhamchham) - 2 Kya mausam aaya hai (behete pawan ke ujale gagan ke ji karata hai sath chalu chikani dagar hai girane ka dar hai tham ke tera hath chalu) - 2 dharti pe bikhare hai odss ke moti ye teri boli to soor naye piroti dard ka o aangan main chhod ke aayi kya tujhe jannat ki ronak nahi bhai (Kya mausam aaya hai - 2 purab se mastani purwai chali khushabu se mehaki hai phoolon ki gali geet gaye nadiya lehron mein hai sargam hai ghata diwani boondon mein hai chhamchham) - 2 Kya mausam aaya hai

更多 Sadhana Sargam

Sadhana Sargam →

相关歌词