Tum bin man ki baat adhuri
土耳其语

Tum bin man ki baat adhuri 歌词

流派World Music
时长4:25
原文语言土耳其语
浏览量297
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

TR
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
um bin man ki baat adhuri Din hain adhure raat adhuri Tum bin man ki baat adhuri Tum bhi pyaase main bhi pyaasi Yug se lambi pal ki udasi Aa hi gaye naino mein saawan Aa hi gaye naino mein saawan Phir bhi hain barsaat adhuri Din hain adhure raat adhuri Tum bin man ki baat adhuri Soone soone angana dware Sehmi sehmi hein choubaare Chaand aur sooraj pheeke pheeke Chaand aur sooraj pheeke pheeke Taaron ki baaraat adhuri Din hain adhure raat adhuri Tum bin man ki baat adhuri

更多 Sadhana Sargam

Sadhana Sargam →

相关歌词