Aye Mere Majboor Dil
DA

Aye Mere Majboor Dil 歌词

流派Classico
时长3:17
原文语言DA
浏览量197
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

DA
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
aye mere majboor dil, ho naa bahut beqaraar yun naa tadap raat-din, yun naa machal baar baar aye mere majboor dil phir wohi din aayenge phir wohi din aayenge, woh mere ho jaayenge woh mere ho jaayenge tujhako yakeen ho to ho, mujhako nahin aitabaar aye mere majboor dil zindagi barbaad ho zindagi barbaad ho, lab pe naa fariyaad ho lab pe naa fariyaad ho hai to ye mushkil, magar jaise guzare goozaar aye mere majboor dil chain kahan paayenge chain kahan paayenge, tadape chale jaayenge tadape chale jaayenge dard pe kaboo nahin, un pe nahin ikhtiyaar aye mere majboor dil

更多 Shamshad Begum

Shamshad Begum →

相关歌词