Chhaiya Chhaiya (feat. Sapna Awasthi)
印地语

Chhaiya Chhaiya (feat. Sapna Awasthi) 歌词

流派Folk
原文语言印地语
浏览量463
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
jinke sar ho ishq ki chhaaon paaon ke neeche jaanat hogi jinke sar ho ishq ki chhaaon chal chaiyya chaiyya sar ishq ki chhaaon chal chaiyya chaiyya sar ishq ki chhaaon chal chaiyya paau janat chale chal chaiyya chaiyya paau janat chale chal chaiyya chal chaiya chaiya woh yaar hai jo khushboo ki tarah jiski zubaan urdu ki tarah meri shaam raat, meri kaayanat woh yaar mera sainya sainya chal chhaiya chhaiyya gulposh kabhi itraaye kahin mehake to nazar aa jaaye kahin gulposh kabhi itraaye kahin mehke to nazar aa jaaye kahin taaveez banaake pehnoon usey aayat ki tarah mil jaaye kahin taaveez banaake pehnoon usey aayat ki tarah mil jaaye kahin gulposh kabhi itraaye kahin mehake to nazar aa jaaye kahin taaveez banaake pehnoon usey aayat ki tarah mil jaaye kahin woh yaar hai jo imaan ki tarah mera naghma vohi mera qalma vohi mera naghma naghma mera qalma qalma mera nagma nagma mera qalma qalma yaar misaal-e-os chale paaon ke tale firdous chale kabhi daal daal kabhi paat paat main hawa pe dhoondu uske nishaan sar ishq ki chaaon chal chaiyya chaiyya sar ishq ki chaaon chal chaiyya paau janat chale chal chaiyya chaiyya paau janat chale chal chaiyya chal chaiya chaiya main uske roop ka shaidaai wo dhoop chhaanv sa harjaai wo shokh hai, rang badalta hai main rangroop ka saudaai (main rangroop ka saudaai) jinke sar ho ishq ki chhaaon paaon ke neeche jannat hogi jinke sar ko ishq ki chhaao paaon ke neeche jannat hogi shaam raat meri kaaynaat vo yaar mera sainya sainya chal chaiyya chaiyya sar ishq ki chaaon chal chaiyya chaiyya sar ishq ki chaaon chal chhaiya paau janat chale chal chaiyya chaiyya paau janat chale chal chaiyya chal chaiyya chaiyya woh yaar hai jo khushboo ki tarah woh jiski zubaan urdu ki tarah meri shaam raat, meri kaayanat woh yaar mera saiyan saiyyan chal chaiyya chaiyya

更多 Sukhwinder Singh

Sukhwinder Singh →

相关歌词