Shamshera Title Track (feat. Abhishek Nailwal)
印地语

Shamshera Title Track (feat. Abhishek Nailwal) 歌词

流派Folk
原文语言印地语
浏览量27
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
saanson mein tufaanon ka dera nigaahein jaise cheel ka pehra koyi rok na paayega ise jab uthe yeh ban ke savera saanson mein tufaanon ka dera nigaahein jaise cheel ka pehra koyi rok na paayega ise jab uthe yeh ban ke savera khanjar hai peeth mein gehra ghana chaahe andhera phir bhi zid pe zinda jo kehlaye woh shamshera khanjar hai peeth mein gehra ghana chahe andhera phir bhi zid pe zinda jo kehlaye woh shamshera shamshera ise jo takrane ki koshish kare mitti mein mil jaave jo kaid karne ki saazish kare unko yeh samjhave kudrat bhi isse ghabraye jab yeh hathiyar uthaye koyi rokne ki jurrat kare na jab yeh kadmon ko badhaye khoon mein badshahat, hey jeetne ki hai aadat, hey hey nas mein loha bahe hai, hey tay hai mitna tera, hey hey aa gayi aa gayi hai, hey dushmanon ki yeh shaamat, hey hey dhoondh lega unka nishaan chahe pee le unko sehra khanjar hai peeth mein gehra, shamshera ghana chahe andhera, shamshera phir bhi zid pe zinda jo, shamshera kehlaaye woh shamshera, shamshera khanjar hai peeth mein gehra ghana chahe andhera phir bhi zid pe zinda jo kehlaye woh shamshera shamshera shamshera shamshera shamshera shamshera shamshera shamshera shamshera shamshera shamshera shamshera shamshera shamshera shamshera shamshera shamshera

更多 Sukhwinder Singh

Sukhwinder Singh →

相关歌词