Kuch Kuch Hota Hai (feat. Alka Yagnik)
YO

Kuch Kuch Hota Hai (feat. Alka Yagnik) 歌词

流派Alternativo Indie
时长4:58
原文语言YO
浏览量16.9K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

YO
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Udit: Tum paas aaye, yoon muskuraaye Tum paas aaye, yoon muskuraaye Tumne na jane kya, sapne dikaaye Tum paas aaye, yoon muskuraaye Tumne na jane kya sapne dikaaye Abh to mera dil, jage na sota hai Kya karon hai, kuch kuch hota hai Kya karon hai, kuch kuch hota hai Alka: Tum paas aaye, yoon muskuraaye Tumne na jane kya sapne dikaaye Abh to mera dil, jage na sota hai Kya karon hai, kuch kuch hota hai Kya karon hai, kuch kuch hota hai Udit: Na jane kaisa ahsaas hai Bujhti nahin hai, kya pyaas hai Alka: Kya nasha is pyaar ka, Mujhpe sanam, chaa ne laga Udit: Koi na jane, kyoon chain khota hai Kya karoon hai, kuch kuch hota hai Alka: Kya karoon hai, kuch kuch hota hai Kya rang layee, meri dua Ye ishq jane kaise hua Baichaineeyon mein chain Na jane kyoon, aane laga Udit: Tanhai mai dil, yaadein sanjota hai Kya karoon hai, kuch kuch hota hai Alka: Kya karoon hai, kuch kuch hota hai Udit: Tum paas aaye, yoon muskuraaye Tumne na jane kya, sapne dikhaye Alka: Tum paas aaye, yoon muskuraaye Tumne na jane kya, sapne dikhaye Udit: Abh to mera dil, jage na sota hai Kya karoon hai, kuch kuch hota hai Alka: Kya karoon hai, kuch kuch hota hai

更多 Udit Narayan

Udit Narayan →

相关歌词