Yeh Ladka Hai Allah (ft. Alka Yagnik)
印地语

Yeh Ladka Hai Allah (ft. Alka Yagnik) 歌词

流派Alternativo Indie
时长5:15
原文语言印地语
浏览量5K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Banno ki mehndi kya kehna Banno ka joda kya kehna Banno lage hai phoolon ka gehna Banno ki aankhen kajraari Banno lage sab se pyaari Banno pe jaaoon main waari waari Ho ho, oh oh, ho oh oh oh oh, oh oh oh Banno ki saheli resham ki dori Chhup chhupke sharmaaye dekhe chori chori Yeh maane ya na maane main to ispe mar gaya Yeh ladki haai allah, haai haai re allah Babul ki galiyaan na chhadke jaana Paagal deewana isko samjhaana Dekho ji dekho yeh to mere peechhe pad gaya Yeh ladka haai allah, haai haai re allah Lab kahe na kahe, bolti hai nazar Pyaar nahin chhupta yaar chhupaane se Pyaar nahin chhupta yaar chhupaane se Haan, roop ghoonghat mein ho to suhaana lage Baat nahin banti yaar bataane se Yeh dil ki baatein dil hi jaane ya jaane khuda Yeh ladki haai allah, haai haai re allah Yeh ladka haai allah, haai haai re allah Sajna Maangne se kabhi haath milta nahin Jodiyaan bante hai pehle se sab ki Jodiyaan bante hai pehle se sab ki Ho, leke baaraat ghar tere aaoonga main Meri nahin yeh to marzi hai rab ki Arre jaa re jaa yeh jhoothi moothi baatein na bana Yeh ladka haai allah, haai haai re allah Banno ki saheli resham ki dori Chhup chhupke sharmaaye dekhe chori chori Babul ki galiyaan na chhadke jaana Paagal deewana isko samjhaana Yeh maane ya na maane main to ispe mar gaya Yeh ladki Yeh ladki haai allah, haai haai re allah Yeh ladka haai allah, haai haai re allah Eh, yeh ladki haai allah, haai haai re allah Yeh ladka haai allah, haai haai re allah

更多 Udit Narayan

Udit Narayan →

相关歌词