Har Ghadi Khudse Ulajhna
SV

Har Ghadi Khudse Ulajhna 歌词

流派World Music
时长3:56
原文语言SV
浏览量256
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

SV
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera - 2 main hi kashti hu mujhi mein hain samundar mera har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera ek se ho gaye mausamo ke chehre saare - 2 meri aankhon se kahi kho gaya manzar mera har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera kis se pootchu ke kaha gum hu kai barso se - 2 har jagah dhundhta hu phirta hain mujhe ghar mera - 2 har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera muddatein ho gayi ek khwaab sunehra dekhe - 2 jaagta rehta hain har neend mein bistar mera - 2 har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera main hi kashti hu mujhi mein hain samundar mera har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera

更多 Jagjit Singh

Jagjit Singh →

相关歌词