Jis Din Se Chala Hoon
MS

Jis Din Se Chala Hoon 歌词

流派World Music
时长6:03
原文语言MS
浏览量355
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
jis din se chala hoon kabhi mudkar nahi dekha jis din se chala hoon kabhi mudkar nahi dekha jis din se chala hoon kabhi mudkar nahi dekha maine koi gujra hua manzar nahi dekha jis din se chala hoon kabhi mudkar nahi dekha jis din se chala hoon kabhi mudkar nahi dekha pathhar mujhe kehta hai mera chahanewala pathhar mujhe kehta hai mera chahanewala main mom hoon usne mujhe chhukar nahi dekha main mom hoon usne mujhe chhukar nahi dekha maine koi gujra hua manzar nahi dekha jis din se chala hoon kabhi mudkar nahi dekha jis din se chala hoon bewaqt agar jaaunga sab chowk pade bewaqt agar jaaunga sab chowk pade ek umra hui din mein kabhi ghar nahi dekha ek umra hui din mein kabhi ghar nahi dekha jis din se chala hoon yeh phool mujhe koi viraasat mein mile hai yeh phool mujhe koi viraasat mein mile hai tumne mera kaanton bhara bistar nahi dekha tumne mera kaanton bhara bistar nahi dekha jis din se chala hoon kabhi mudkar nahi dekha maine koi gujra hua manzar nahi dekha jis din se chala hoon kabhi mudkar nahi dekha jis din se chala hoon

更多 Jagjit Singh

Jagjit Singh →

相关歌词