Kal Chaudvin Ki Raat Thi
ET

Kal Chaudvin Ki Raat Thi 歌词

流派World Music
时长8:05
原文语言ET
浏览量376
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

ET
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Kal chaudvin ki raat thi Shab bhar raha charcha tera Kal chaudvin ki raat thi Kuch ne kaha yeh chaand hai - 2 Kuch ne kaha chehra tera Kal chaudvin ki raat thi Hum bhi vahin maujood the - 2 Humse bhi sab poochha kiye Hum bhi vahin maujood the Humse bhi sab poochha kiye Hum has diye, hum chup rahe - 2 Manzoor tha parda tera Kal chaudvin ki raat thi - 2 Is shaher mein kisse mile - 2 Humse to chhooti mehfilein Is shaher mein kisse mile Humse to chhooti mehfilein Har shaks tera naam le - 2 Har shaks deewana tera Kal chaudvin ki raat thi - 2 Shab bhar raha charcha tera Kal chaudvin ki raat thi Koonche ko tere chhodkar - 2 Jogi hi ban jaaye magar Koonche ko tere chhodkar - 2 Jogi hi ban jaaye magar Jungle tere, parbat tere - 2 Basti teri, sahera tera Kal chaudvin ki raat thi - 2 Bedard sunni ho to chal - 2 Kehta hai kya achchhi ghazal Bedard sunni ho to chal Kehta hai kya achchhi ghazal Aashiq tera, ruswaan tera - 2 Shaayar tera, inshaa tera Kal chaudvin ki raat thi - 2 Shab bhar raha charcha tera Kal chaudvin ki raat thi Kuch ne kaha yeh chaand hai - 2 Kuch ne kaha chehra tera Kal chaudvin ki raat thi - 2

更多 Jagjit Singh

Jagjit Singh →

相关歌词