Mere dil main tu hi tu hai
YO

Mere dil main tu hi tu hai 歌词

流派World Music
时长5:35
原文语言YO
浏览量366
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

YO
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Mere dil main tu hi tu hai dil ki dawa kya karoon Dil bhi tu hai jaan bhi tu hai tujhpe fidaa kya karoon khud ko khoke tujhko paakar kya kya mila kya kahoon teri hoke jeene main kya aaya maza kya kahoon kaise din hain kaisee raaten kaisi fizaa kya kahoon meri hoke tune mujhko kya kya diyaa kya kahoon meri pehloo mein jab tu hai phir main dua kya karoon dil bhi tu hai jaan bhi tu hai tujhpe fidaa kya karoon hai ye duniya dil ki duniya milke rahenge yahaan lootenge hum khushiyaan har pal dukh na sahenge yahaan armaano ke chanchal dhaare aise bahenge yahaan ye to sapno ki jannat hai sab hi kahenge yahan ye duniya mere dil mein basi hai dil se juda kya karoon dil bhi tu hai jaan bhi tu hai tujhpe fidaa kya karoon

更多 Jagjit Singh

Jagjit Singh →

相关歌词